Sunday, 12 March 2017

Shahzad ki kalam se

Zindagi bahut kuch sikhati hai

Zindagi jahan hasti hai waha rulati bhi hai

Zindagi har rooz ek nayi kahani banati hai

Zidagi jitni di hai bhawan ne osko zina hai

Zindagi har kadam ek nayi zindagi banati hai

Zindagi  har pal khusi se zeelo na jane konsa pal akhri hai

Zindagi hai jitni  khuda se hai dua hai meri har pal khusiyu se malamal rakhna har insan ko  is dunia me gam ko bhi khusiyu me badal dena khuda har insan ko khusi wali zindagi dena

Ham sab fakir hai tere

Meri dua ko kabool karna mere moula

No comments:

Post a Comment