Zindagi bahut kuch sikhati hai
Zindagi jahan hasti hai waha rulati bhi hai
Zindagi har rooz ek nayi kahani banati hai
Zidagi jitni di hai bhawan ne osko zina hai
Zindagi har kadam ek nayi zindagi banati hai
Zindagi har pal khusi se zeelo na jane konsa pal akhri hai
Zindagi hai jitni khuda se hai dua hai meri har pal khusiyu se malamal rakhna har insan ko is dunia me gam ko bhi khusiyu me badal dena khuda har insan ko khusi wali zindagi dena
Ham sab fakir hai tere
Meri dua ko kabool karna mere moula